Lyrics of Yoon Shabnami - Saawariya (2007)

Lyrics of Yoon Shabnami Song

Movie : Saawariya (2007)
Mmmhhmhmm
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
hooho Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami
Dehko chaand aaya, chaand nazar aaya
(Dehko chand aaya, chaand nazar aaya - 2
Aaya aaya aaya chaand aaya sharmaya
Ha ji ha aaya aaya, aah aah ji aaya sharmaya) chorous
Tu bhi aaja, saawariya
(aaya aaya aaya dehko chaand nazar woh aaya
dehko chaand nazar dehko dehko ji
chaand nazar woh aaya
sharmaya aaya aaya chaand aaya sharmaya) chorous
Dheere dheere aake hawa gunguna ke
Har khabar de tumhari
Kaisa yeh nasha hai, nazar mein gula hai
Har ghadi hai khumari
Nashe mein kadam mere udar kabhi idar
Gum sum nazar, jaye kidhar
Kho gaye tujh mein hum is kadar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
ohhoo Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami
Saawariyaa….. Tu aajaaa
Saawariyaa….
Music Director: Monty Sharma
Director: Sanjay Leela Bhansali
Producer: SLB Productions

Lyrics of Saawariya(2007) songs


Send this page to your friends

Your Name
Email Address:
(Email address per line)


Post new comment

  • Web page addresses and e-mail addresses turn into links automatically.
  • Allowed HTML tags: <a> <em> <strong> <cite> <code> <ul> <ol> <li> <dl> <dt> <dd><table><td><tr><tbody><object><div><center><h1><h2><h3><h4><h5><img><param><embed>
  • Lines and paragraphs break automatically.

More information about formatting options